Har aah tabassum ban jaye,
Har ashq sitara ho jaye.
Duniya hi badal jaye apne,
Gar dost tera ek ishara ho jaye.
Yaadon k sahare hi waqt kat-te hai,
Baton k sahare hi hamara dil bahlata hai.
Khud ko akela mat samjho dost,
Aapko bhi har pal koi yaad karta hai.
No comments:
Post a Comment